Pinned Tweet
"Han" ke kuch yu hua
Pehle hatheli
Phir kaandhe
Phir sar par
Talwe rakh... wo chale gaye
Wajah toh chuni gayi thi jhooth ke bazaar mein
Pehle khat
Phir baat
Phir dar par
Vaade rakh... wo chale gaye
#FizuGkBol ✍🏼
12
821
They swear I’m stuck
Projecting their limits on my path.
Drenched in bias 😂
Running their mouths,
While I soar past their noise.
I’m flying, bitches 🫵🏼
“Keep your woke circus grounded”.
#Fizuliyat
2
3
221
Tum ho nahi
Toh darr kaisa
Par tum ho
Toh dard kaisa
Na hoke bhi ho tum
Hai asar aesa
Milega jo tumhe wo toh yunhi hoga
Main ek hi hu, jo hu mujh jaisa 💓
#FizuGkBol ✍🏼
Ek ummeed aur ye saanse
Dhadkan tez aur ye Dil ke dilase
Mat pooch hai ye Pyar
Ya hai Pyar ke jaanse
Khud phasa hai “han” khushi se
Koi kya mujhe phanse
#FizuGkBol ✍🏼
3
38
4,345
Main Future ki baat karta gaya
Wo Past pe sawaar thi
Present mein Absent si hai
Meri baatein saari bekaar thi
#FizuGkBol ✍🏼
Kehte hai, hai aaj Ishq ka din
Mauka hai “han”
Kuch manate hai
Kuch nibhate hai
Toh kuch jatate hai Ishq aaj ke din
Naya dil liye vaadon bhara
Kuch dhundte hai
Aur toota dil liye zakhmon bhara
Kuch bhoolate hai Ishq aaj ke din
#FizuGkBol ✍🏼
2
28
1,645
They do it for attention
Have absurd reasons, add drama and then kill logic.
The world is losing its meaning, absolute nonsense.
Did I notice her? she never asked
I’ve stopped looking for her
She’s been drinking, she never told
I’ve stopped checking on her
#libianca #people #FizuGkBol ✍🏼
29
1,173
Rang toh yunhi badnaam horahe
Besharami toh Insanon ka kaam hai
Har cheez mein mohabbat mil jaaye “han”
Berahemi toh Baimanon ka kaam hai
#FizuGkBol ✍🏼
Dikh raha he jo
wo he nai
Dard andruni zyda he
Purza purza kat jaye magr
Dard ruhani zyda he
Dil tutgaya
👃katgayi
Taza har zakhm
Sab chuthgaya
🍑 phatgayi
Paise hue khatm
1 bat batadu ’HAN’ tujhe
Dard Ishq me zyda he
Dil toh he gustakh magr
Dard Mastishq me zyda he
#FizuGkBol ✍🏼
5
39
1,653
Chupna Chupana Chori
Chor par Seena Zori
Ok Alright Sorry
Sad Story
#FizuGkBol ✍🏼
1
24
1,011
Itna dekh liya in sahab ko ke asli wala #Pathaan mein isi ke tarah dikh raha tha
Itne saare naye betuke Khayal
Har zahir si baat par ab sawal
Kuch kaho toh
Kuch na kaho toh bawaal
Insan bedhanga ho raha
Kya du misaal
Insan ke Insan se ab rishte badal rahe
Har din ek naya khayal
Apne matlab ke liye sach badal kar
Aaj ka Insan kar raha Kamaal
#FizuGkBol ✍🏼
= be selfish + self obsessed + mean?
The gift of emotions is for the ups and for the downs, not for a dead straight line.
A caring loving relationship tends to have all the emotions attached, there’s a thank you and also a sorry.
12
1,013
Chaanta shabdon ka padha
Kuch yun
Na khud ka ab
Na kisi aur ka hun
Nazariya ik pata chala
Mere sach ka jab
Na main seh sakun
Na mu kar sakun
#FizuGkBol ✍🏻

















