Pinned Tweet
Disclaimer:
@FastNewsExtra Per Show Ki Jaane Wali Tamam Tweets Personal Hai, In Me Koi Sadaqat, Haqiqat Nahi. #Enjoy
#justParody #FNnetwork
Fast News Extra retweeted
Kuch Khatti Kuch Meethi, Chatt Patti Aur Extra Khabron K Liye Ab Fast News Extra Lagaye,
Send
On <space> FastNewsExtra
To 40404
#FN Network
Lahori Khalis Gosht Kha Kar Bemar Par Gaye, Zarai
*
Apna Hi Pait Samajh Kar Khaye Her Insaan Molana Tahir Ashrafi Nahi Hota, Tibbi Mahireen
Fast News Extra retweeted
Qurbani Ki Tayyarian Urooj Per, Pakistan, Europe, America Samet Kai Mumalik Me Maweshi Mandiyan Saj Gai, #UAE Me Oonton Ki Kharidari, Report
Fast News Extra retweeted
Islamabad:
Allama Tahir Ashrafi Sharab Samet Pakray Gaye, Thanay Muntaqil, Anchor Person (Naam Zahir Nahi Kiya Gaya) Ki Sifarish Per Riha
Qurbani Ki Khaalen Sirf #WAPDA Ko De Warna #WAPDA Aap Ki Khaal Utaar Le Ga, Khwaja Asif & Abid Sher Ali
#justParoday #FNextra
Yome-Difa Pr Squadron Leader Jahangir Tareen Apne Jahaz Se Bani Gala Ko Salami Pesh Karen,Imran Ismail Munh Se 21 Golay Fire Karenge
#parody
Mulk K Difa K Liye #MQM Ki Jeddo Jehad Kisi Se Dhakki Chuppi Nahi, Joke Kesa Laga? - Farooq Sattar
#JustParody
For Feedback: 0341-42-40404
Fast News Extra retweeted
-
Aap Konse Dramas Dekhna Pasand Karte Hai?
1) Pakistani
2) Indian
3) Turkish
Raye De, Nataij Show Kiye Jaye Gay,
#0341-42-40404
#Survey
Shaadi Ko Aik Saal Hua Hai Imran Khan Phir Dharno Ka Soch Rahe Hai, Kiya Meri Mohabbat Mai Koi Kami Reh Gai Hai, Reham Khan
#justParody
Bharat Ager Baaz Na Aaya To Bharti #PM Modi Ki Maan Se Saarrhiyan Aur Aam (Mango) Ki Paitiyan Wapas Le Len Ge, #PML-N
#justParody #FNextra
China Mobile Ka Speaker Aur Nawaz Sharif Ki Assembly Ka Speaker Bas Itne Hi Chalte Hai :P :D
#justParody #FNextra #ExtraNews #AyazSadiq
Jin Karkunon Ki Shadi Nahi Hui, Wo Lahore Se Islamabad Tak Safar Karen, D-Chowk Per 126 Din Ka Chilla Kaaten,Faida Ho Ga, Imran Khan
#Parody
-
Youm-e-Azadi K Moqay Per Zaid Hamid Ki Saza Mai Narmi,
Korray Shalwar Samet Maaray Jayen Ge, Saudi Police
#Parody #extraNews #FNextra
#MQM K Arakeen Ne Istifay De Kar #PTI Ko Choorriyan Aur Parchi Bhej Di Jis Per Likha Tha Keh Istifay Aese Dete Hai, Zarai
#Parody #ExtraNews
Fast News Extra retweeted
-
FREE English Seekhiye!
#Vocabulary SMS Muft Hasil Karne K Liye,
On FastUrduNews
Likh Kar 40404 Per Bhejen, Reply Mai Apna Naam Bhejen
Schools Ki Chuttiyan Khatam, Asatza Ko Khench Kar School Lana Para
*
PTI Ki Nai Chairman Reham Khan Lahore Pohnch Gai, Qulfi Wale High Alert
Zardari Ki #Kasur Scandal Ki Shadeed Muzammat, Bilawal Ko Punjab Ka Ghair Zaroori Safar Karne Se Rok Diya, Zarai
#extraNews #Parody #FNextra

