🦢 retweeted
“I wanted to” “ i was going to” “I would’ve”
Oh shut the fuck up😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Galtiyon se juda tu bhi nahi, mai bhi nahi Dono insan hain, khuda tu bhi nahi, mai bhi nahi
Tu mujhe or mai tujhe ilzaam dete hain, magar apne andar jhankta tu bhi nahi, mai bhi nahi
Galat fahmiyon ne kar di dono mein paida dooriyan; warna fitrat ka bura tu bhi nahi, mai bhi nahi



























