Imam Zain-ul-Abideen (as)
Jab Hazrat Nuh (A.S.) kashti bana rahe thay toh ek boodhi momina aurat roz Allah ke Nabi ke paas apni gathri le kar aati aur kehti
“Aye Allah ke Nabi, kab kashti rawana hogi?"
Hazrat Nuh (A.S.) farmate "Abhi der hai."
Imam Sajjad ne paas baithe momineen se farmaya
Aye momino, yeh hadees Qayamat tak ke momineen tak pahunchana tum par wajib hai unhein bata do ke jis ne hum se mohabbat ki, Qayamat ka azaab zaroor aayega
1
2
84
Hazrat Fatima Zahra (S.A.) farmati hain:
"Subbat 'alayya masa'ibu law annaha subbat 'alal-ayyami sirna layaliya."😭
Mujh par itni musibatein padin ke agar yeh roshan dinon par padti toh woh tareek raaton mein tabdeel ho jaate.. 💔
(Bihar-ul-Anwar, Jild 79, Pg 106)
Bibi-e-Sayyida (S) ke waqt-e-aakhir
jab Imam Hasan aur Imam Hussain apni Maa se lipat kar rone lage💔
Toh faza mein Hatif-e-Ghaibi ki aawaz goonji
Aye Abal Hasan! In dono ko in se juda kar lijiye kyunki Khuda ki qasam in ke rone ne aasmanon ke farishton ko bhi rula diya hai.😭
"Tum qabaayel ke paaon ke neeche zaleel the, ganda paani peete the aur haiwaanaat ke chamron aur darakhton ke patton se ghiza khaate the, hum ne tumhein tehzeeb sikhaayi."
— Bibi Fatima Zahra (SA), Khutba-e-Fadak
📚 Ref: Balaghat-un-Nisa, p. 23
Jis hasti ka ehtiraam kaayenaat kare, woh Rasool-e-Khuda (SAWW) hain; Aur jis hasti ka ehtiraam khud Rasool-e-Khuda (SAWW) karein, woh Fatima Zahra (SA), Sayyidat-un-Nisa-il-Alameen hain... Shab-e-Juma, Shab-e-Pursa, Dukhtar-e-Rasool (SAWW) 💔
Hazrat Aisha se riwayat hai ke:
Fawajadat Fatimatu 'ala Abi Bakrin fi dhalika, fahajarathu, falam tukallimhu hatta tuwuffiyat
Fatima (S.) is maamle mein Abu Bakr se naraz huin, un se kinara-kash rahin aur wafat tak un se guftagu nahi ki.
Hawala: Sahih Bukhari, Hadees 4240–4241
Main gawahi deti hoon Fatima Zahra (S.A.) sachchi hain, aur jo bhi un ke muqable mein aaye woh jhoota hai, la'nati hai.










