Send a blank SMS to the number 7770 and help us cement the bricks by donating Rs. 20+t for Shaukat Khanum Hospital, Lahore. Free 0800 11555
Saturday (10.12.16) 0200pm UC Sudher (Rashaka) main Govt Technical College ka IFTETAH hay, jis main Apko bhi sherkat ki Dawat hay.
Saturday (10.12.16) 10.00am Hill View Hotel Shamansoor Swabi main ISF ka Convention hy, jis main Apko sherkat ki Dawat di jati hay.
Aaj 2pm Swabi Interchange Par Imran Khan Ka JALSA Hay,
Imran Khan Ne Kal (31 oct) Tak PTI Ke Sare Karkunu Banigala Puhunchne Ka Kaha.
Imran Khan Ne Kal Pore Mulk Main Ehtejaj Karne Ka Elan Kardiya, Is lye Kal Subah 11am Aman Chowk (Swabi) Main Apna Ehtejaj Record Karwaye
22 oct (sat) 10am Ko Tarakai House Me Shewa Kili Ke 27 oct Ke Jalse Ke Hawali Se Mushawerat Ki Jaegi, Apki Shirkat Is Me Buht Zarori He.
Lahore: Punjab Ki 2 Bari Siyasi Shakhsiyat
PML-Q K Sabiq Wafaqi Wazir Hamid Yar Aur M.Yar Nay PTI Main Shamuliyat Ka Faisla Kar Liya
Kal 4pm Pakha Pula, Dagai (Swabi) Main Aik Buhut Bara Shamoliyati JALSA Hay, Apko Dosto Samait Bari Tadad Main Sherkat Ki DAWAT Di Jati Hay.
Punjab Teacherrs Alliance ne Punjab Hakumat k khilaf 30 september ko IMRAN KHAN k ihtijaj mein sherkat ka Elan kr Diya . ARY NEWS
PTIDagai Ki Jan FAZAL TAJ Cancer Jaisy Mozi Maraz Ke Samne Himat Ko Baity, Marhoom Ki Nimaz e Janazah Aaj 10am Dagai Main Ada Ki Jaigi.
This Ramzan donate a meal to the needy cancer patients of Shaukat Khanum Hospital. Send a blank SMS in reply and donate Rs.20+tax now.
Maruf Qanundan Naeem Bukhari ne PTI main Shamuliyat ka ba qaida faisala karlia, Elan Aaj Shaam Imran Khan ke saath mulaqat main hogi. Geo TV
Islamabad: Lahore High Court Multan Bench Nay NA-154 Zimni Election Kay Umeedwar Siddque Baloch Ko Na Ahal Qarar Day Diya
News Alert...
Zulfiqar Mirza Ka Karachi Kay Baldiyati Intikhabaat Main P.T.I
Ki Himayat Ka Elaan,
(SAMAA News)
Sad NEWS
Da Engg. Zubair tror pa haq rasedaly da janaza ba yai nan mashotan manza na pas pa Dagai road Yarhusain ki ba adda kigi.
Kal 12 Nov, Baroz Jumaraat Hujra Haji Rangaiz Ahmad (Distt Organizer) Baja Main Jalsay Ke Silsilay Main Aham Meeting Hain, Sherkat Farmain.
Tahsil Member Muddasir Nazar Ke Hujry Me Kal (Sat) 10am Thelessemia Ke Patient Ke Ley "Blood Donation Camp" Lagaingay. Plz Sherkat Karain.
Breaking News:
Islamabad: Supreme Court Ka NA-154 Main Dobara Election Ka Hukum, Siddiq Baloch Par Ta Hayat Pabandi Ka Faisla Kaladam Qarrar
