Haalat Ke Kadamo Par Sikandar Nahi Jhukte,
Toote Huye Taare Kabhi Zamin Par Nahi Girte,
Bade Shauk Se Girti Hai Lahrein Samundar Mein,
Par Samundar Kabhi Lahron Mein Nahi Girte.
1
5
Mere Dushman Bhi Mere Mureed Hain Shayad,
Waqt-BeWaqt Mera Naam Liya Karte Hain,
Meri Gali Se Guzarte Hain Chhupa Ke Khanjar,
Ru-Ba-Ru Hone Par Salaam Kiya Karte Hain.
1
5
“Tum is sheher ki rivaayat se anjaan ho dost.
Yahaan yaad rehne ke liye yaad dilaana padta hai.”
#Shayari ❤️✌️
#Restore40404SMS
Maine khuda se mohabbat maangi.....
Khuda ne tujhse rubaru kara diya..... 💕
#Shayari ❤️✌️
#Restore40404SMS
Ishq ko q krte ho badnaam
Woh toh meetha paani h
Do ghunt peekrke toh dekho maja aa jaega
Aur usme v maan na bhare
Toh doob krke toh dekho
Kaafaan ki yaad aa jaega
#Shayari ❤️✌️
#Restore40404SMS
Mujhe dekh kar lagta hai,
Do hisso mein batt jaati ho,
Duur bhi rehna chahti ho,
Aur paas bhi aana chahti ho,
Jab hum tum tanha hote hain,
Tum thoda ghabhra jaati ho...
★___________*____________★
Hazaaron Maslay Hain Jo Mujhe Masroof Rakhte Hain.......
Magar Tum Anmol Itnay Ho Ke Phir Bhi Yaad Aatay Ho....!
Zindagi Tujhse Hume Koi Tamanna Kab Thi..
Hum Toh Is Aas Pe Jeete Hain K Marna Kab Hai...!
#ShayariZone
