Pinned Tweet
Yeh woh jagha ha jahaan har waqt mere Allah ki rehmatein nazil hoti hain.....🖤
The resting places of Muhammad (S. A. W) Hazrat Abu Bakar R. A and Hazrat Umar R.A are positioned in the home of Bibi Aisha (R. A)
1
18
May Allah give us the ability to act on all the guidelines of Nabi and guide the Ummah towards the
straight path, آمين!
2
جب تک تم اپنی پسندیدہ چیز سے اللہ تعالٰی کی راہ میں خرچ نہ کرو گے ہرگز بھلائی نہ پاؤ گے ، اور تم جو خرچ کرو اسے اللہ بخوبی جانتا ہے ۔
1
wohi hai jiss ney zameen mein jo kuch hai tumharay liye peda kiya , phir woh aasman ki taraf mutawajjah huwa , chunacheh unn ko saat aasmano ki shakal mein theek theek banadiya , aur woh her cheez ka poora ilm rakhney wala hai .
#Surah_Al_Baqarah
1
Allah apney bandon per boht meharban hai , woh jiss ko chahta hai , rizq deta hai , aur wohi hai jo quooat ka bhi malik hai , iqtidar ka bhi malik .
#Surat_Shooraa
1
aey emaan walo ! sharab , juoa , button kay thaan aur joye kay teer , yeh sabb napak shetani kaam hain , lehaza inn say bacho , takay tumhen falah hasil ho .
#Surah_Maeeda
1
aur aisa naa kiya kero kay raaston per beth ker logon ko dhamkiyan do , aur jo log Allah per emaan laye hain , unn ko Allah kay raastay say roko , aur uss mein tairrah peda kernay ki koshish kero . aur woh waqt yaad kero jab tum kam thay , phir Allah ney tumhen ziyada kerdiya.
1
( gharz ) jo log emaan laye hain , aur jinhon ney naik amal kiye hain , unn kay hissay mein khush haali bhi hai , aur behtareen anjam bhi .
1
aur hum ney aasman say barkaton wala paani utaara , phir uss kay zariye baaghaat aur woh anaj kay daney ugaye jinn ki katai hoti hai ,
#SuratQaaf
1
aur uss shaks say barh ker zalim kon hoga jissay uss kay rab ki aayaton kay hawalay say naseehat ki jaye , to woh unn say mun morr ley , aur apney haathon kay kartoot ko bhula bethay-
1
Aur jo shaks apne samney hidayat wazeh honey kay baad bhi Rasool ki mukhalifat keray , or mominon ke raastay ke siwa kissi aur raastay ki perwi keray , us ko hum usi raah ke hawalay kerden gay jo us ne khud apnai hai , or usay dozakh mein jhonken gay , or woh boht bura thikana ha
1
Momin to wo log hain kay jab unn kay samney Allah ka ziker hota hai to unn ke dil darr jatay hain , aur jab un kay samney uss ki aayaten parhi jati hain to woh aayaten unn kay emaan ko aur taraqqi deti hain , or wo apney perwerdigar per bharosa kertay hain .
﴿سورۃ الانفال، ۲﴾
1
Farhan Ali retweeted
Replying to @FawadNaeemRana
@FawadNaeemRana We Still Love U Sir 💯❤️💎
u r rel gem of our country ✌️
Farhan Ali retweeted
Hmare Shehzado Ki Jeet Pakki Hai 🙌🖤
#KarachiKings










