Keju bhai after winning MCD ! @desh_bhkt @AishwaryakiRai @mainaasmani @Mini_Tripathii @Meghna_venture
Fans hote hai sudhir kumar jse . Unka fav player retire ho gaya . But wo aj bhi unka fav player hai. Fans ko pata hona chahiye kab apne player ko retirement ke liye khena chahiye. Age aur uski performance sab dekhni chahiye .
1
Ham #Uttarakhand walo ki ye aadat ho gayi hai ki koi hamse aage na nikle . Hamara sab theek hai . Gaun ke bacche ese hi rhe hamare baccho se Kahi age na nikal jaye. Aj sab us beti ke liye baate kr rhe hai . Jo theek bhi hai , pr kya jo aur betiya abhi bachi hui hai unke liye
1
Plz Ankita ke justice ke liye awaaz uthaye!Bahat bura haal hai #uttarakhand ka. Politicians ne bura haal kr diya hai.@AishwaryakiRai @runjhunmehrotra
@matkewali @ihailmyindia
@TiwariNivedita @Meghna_venture @IMinakshiJoshi @adv_chandnishah @desh_bhkt @vijaygajera @AdvAshutoshBJP
Shameful! #Uttarakhand
जल जंगल जमीन की लड़ाई। बांध परियोजना क्षेत्रों में घसियारियों को रोका जा रहा घास के लिए। मुकदमे हो रहे चालान कट रहे। ताजा वीडियो चमोली हेंलँग thdc का है।#chamoli @pushkardhami @chamolipolice
Bacche best schl,clges me jaynge . Inke log isko ese treat karnge jse kitne samman ka kaam kiya hai. Sab paiso ka khel hai . Kasab ko bhi family ke liye paiso ke liye hi aaya tha
1
Ab itihas ke panno me #Renigaon bhi kahi kho jayega. Sarkar ko report chali gayi hai ab reni gaon rehne layak nhi raha. Wha lagatar bhuskhalan ho rha hai. 50 parivaro ko shift karaya jayega.
Unke gharo aur kheto me sayad sadak banayi jayegi. @vipin_ghildiyal @pragya_barthwal
#Rohitsardana ji
May his soul Rest in Peace🙏
Fav the yaar mere . Clge days me inko aksar sunta tha. 😢😢









